Jaya Parvati Vrat [2021] Ka Upvas
⇨Yeh tyohar, “Ashadh Sud Baras”, yaane Wednesday ,21 July 2021 ko suru hokar “Ashadh Vad Bij”, yaane Sunday, 25 July 2021 tak manaya jayega.
⇨Monday, 26 July 2021 ko Jaya Parvati Vrat ka “Paarna” karna hoga. This festival poore paanch din kuvarika dhvara kiya jata hai.
➤ Gauri vrat
Jaya Parvati Vrat jyadatar Gujarat and some other western India me manaya jata hai. In Gujarat yah tyohar “Gauri” vrat ke naam se bhi jana jata hai aur Mata Gauri ki pooja ki jati hai.
➤Javaara
![]() |
Javaara |
- Small child girls (5,7,9 or 11 years girls) ek small wooden tokari me mitti aur cow ke gobbar bharke ushame wheat seeds bote hai vo bhi “Ashadh Sud Satam” ke din bote hai; tyohar ke saat din pahele bote hai and har roj pani pilate rahate hai jise saat din me vo "Javaara" ½ se 1 feet bada ho jata hai.
- Baad me kis ek ghar me mandir ke paas sthapana sthal nakki karke mohhale ki sab ladkiya vaaha apani tokari ki sthapana karti hai.
- Vah sab ladakiya paanch din morning & evening me Mata Gauriji ki pooja arachan karti hai, Shree Shankar-Parvatiji ki aarti karti hai.
- Umrame badi ladkiya (more than 15years old), poure panch din ka vrat hi rakhati hai.
- It means jyadatar ladkiya bachpan me 5 saal tokari hi rakhati hai aur badi hoke only paanch din ka vrat rakhati hai; vo bhi 5 aur 7 saal tak.
- Jaya Parvasti Vratme sabhi badi ya chhoti ladkiya din me ek baar hi khana khati hai vo bhi gehu se bani roti aur puri sath me dahi, sweet murabba, Shrikhand, lassi, ghee, or milk me se koi ek jo pasand ho vo khati hai.
- Baad me jab bhukh lage to mango juice, Ganne ka Juice, Any Fruits, Any dry fruits, mungfalli ka laddu, Singhode ka Shira khati hai.
![]() |
Mehndi Design |
Note:⇨
- Jaya Parvati vrat me paanch din namak bhul se bhi nahi kha sakate aur Shabji, masala bhi nahi kha sakate hai.
- Yin paanch din me ladkiya sajj-dajj ke baag-bagiche me ghumane, movie dekhane, game khelane, adi activities me bhag leti hai.
- Yin paanch din girls ke liye school me chhuti rahati hai. And all girls like to draw very nice "Mehndi Design" on their hands and legs too.
- Purani manyati hai ke jo bhi ladkiya “Jaya Parvati Vrat” upvas rakha karti hai aur Shree Shankar-Parvati ki pooja archana poore dil se karti hai to unhe achha pati jarur miltahi hai aur unka vaivahik jeevan bahut hi shukhmay rahata hai.
- Matlab, achha pati pane ke liye yah “Gauri Vrat” kiya jata hai.
➤Jagran (जागरण): Parna.
⇨On the last day of this vrat, ek mitti ka elephant banaya jata hai aur sabhi javaara ko ek place par rakha jata hai, saadi-biha ka maahol creat kiya jata hai aur javaara ko sab mohalle me dhol-nagaare ke saath gumaya jata hai aur on this day all girls puri raat jag kar “Jagran” karati hai.
⇨And chhathve din earli morning me naah-dhoke, ache kapade pahan ke “Javaara” ko najdiki nadi me bahaya jata hai and baad me Shivalay jaake Shree Shankar-Parvati ki puja archana karke apana vrat pura karke khana khati hi ise “Parna” kahate hai.
⇨Aaje ke din sab ladkiya full-dish bhojan kar sakati hai mean vo aab sabkuchh kha sakati hai, roti, sabji, dal, chaval etc.
HOPE YOU LIKED TO READ ABOUT "THE JAYA PARVATI VRAT" & SO SHARE YOUR COMMENTS FOR THIS WONDERFUL BLOG. |
All information, details, and knowledge available on our site https://overviewsof.blogspot.com/are provided the information for informational purposes only. The information should be used as a guide.
Comments
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.