Jaya Parvati Vrat [2021] Ka Upvas Shree Shankar-Parvati ➤ ➤ Jay Parvati Vrat [2021]. ⇨ Yeh tyohar, “Ashadh Sud Baras”, yaane Wednesday ,21 July 2021 ko suru hokar “Ashadh Vad Bij”, yaane Sunday, 25 July 2021 tak manaya jayega. ⇨ Monday, 26 July 2021 ko Jaya Parvati Vrat ka “Paarna” karna hoga. This festival poore paanch din kuvarika dhvara kiya jata hai. ➤ Gauri vrat Jaya Parvati Vrat jyadatar Gujarat and some other western India me manaya jata hai. In Gujarat yah tyohar “Gauri” vrat ke naam se bhi jana jata hai aur Mata Gauri ki pooja ki jati hai. ➤ Javaara Javaara Small child girls (5,7,9 or 11 years girls) ek small wooden tokari me mitti aur cow ke gobbar bharke ushame wheat seeds bote hai vo bhi “Ashadh Sud Satam” ke din bote hai; tyohar ke saat din pahele bote hai and har roj pani pilate rahate hai jise saat din me vo "Javaara" ½ se 1 feet bada ho jata hai. Baad me kis ek ghar me mandir ke paas sthapana sthal nakki karke mohhale ki sab ladkiya vaaha apani ...
Discover the vibrant world of Indian festivals and traditions. Our Blog is a guide to the rich culture and history behind India's most celebrated events. From the colorful spectacle of Holi to the spiritual significance of Diwali, we explore the stories, rituals, and unique customs that make each festival special. Welcome to a journey through the heart of India's celebrations. We dive deep into the meaning behind each tradition, providing insights into the rituals, food, and music. Thank You!